kuch hai jo har samay lagta hai ki kam hai
Pr pta hi nahi chalta mujhe khud ki kya hai
Sahi se hisaab hi nahi laga pati ki sab kuch hote hue v aisa kya hai jo baki rah gaya hai
Ya mujhe hi aisi galatfahmi hai ki sab kuch hai
Jane kiski haay lag gayi hai mujhe